![]() |
The song below is penned by me. Literal translation of 'Mulakatein Hone Do' is 'Let us meet'.
Embedded music from SoundCloud:
Lyrics:
Teri yaadon me rehne do
Tere baton me behne do
Jab se hai chaha maine tujhko
Teri wafaon me marne do
Tere baton me behne do
Jab se hai chaha maine tujhko
Teri wafaon me marne do
Ab na hota ye intezaar
Baatein karni..baar baar
Jab se tumko dekha hai.
Tere pass mujhko aane do....
Mulakatein.... Hone do... Hone do... Hono do
Baatein karni..baar baar
Jab se tumko dekha hai.
Tere pass mujhko aane do....
Mulakatein.... Hone do... Hone do... Hono do
Hmm…
Tere inn bahoon mein.. Behne do...
Teri inn kwabo mei... Khone do..
Mujhe haan hua hai... Pyaar tumse
Ab haan rahenge saath abse
Aisi talab hai jo bhoojti nhi
Tujhse mohabbat karne do..
Tere inn bahoon mein.. Behne do...
Teri inn kwabo mei... Khone do..
Mujhe haan hua hai... Pyaar tumse
Ab haan rahenge saath abse
Aisi talab hai jo bhoojti nhi
Tujhse mohabbat karne do..
Image Credit: Photo by Shelby Deeter on Unsplash
0 comments:
Post a Comment